HEMANT SHARMA
8 years 5 months ago
sir,
i m hemant sharma. man ki baat may ek rai dena chahta hu , ho sakay to us par gor karna . berojgari bahut bada muda hai aaj kal . govt employee par to sub ka dhyan jata hai . likin lakho karoro log shops par,chooti chooti dukano par koi halwai ki dukan par, koi kiryanay ki dukan par, koi shoes ki dukan par koi kapday ki dukan par kaam karta hai or kai kai salloo say karta hai lekin aisay employee aisay nokar par aisay nokar ki suvidhayo par unki salary par unki chhutiyo par kisi ka dhyan
Like
(1)
Dislike
(0)
Reply
Report Spam