Home | MyGov

Accessibility
ऐक्सेसिबिलिटी टूल
कलर एडजस्टमेंट
टेक्स्ट साइज़
नेविगेशन एडजस्टमेंट

Mann Ki Baat - Prime Minister’s Radio Programme on January 27, 2019

Prime Minister of India Shri Narendra Modi's address to the nation - #MannKiBaat on All India Radio was held on January 27, 2019.

पढ़ें
इस बात के लिए टिप्पणियाँ बंद हो गईं।
Avinash Gaur
Avinash Gaur 7 साल 5 महीने पहले
Aaderniya Pradhan Mantri Ji, Mera naam Avinash Gaur hai aur mai 9th class ka student hu mai aapse yah kahna chahta hu ki aaj ke adhyapakgad vidhyarthiyon ko rattu tote ki tarah ratwaate jyada hai aapse nivedan hai ki aap Man Ki Baat me unn sabhi adhyapakgad se kahe ki aisa karna theek nahi hai isase vidhyarthiyon ki sochne ki chhamata kam ho jati hai aur wo jyada gahrayi tak soch nahi pate hai apse nivedan please 🙏🙏🙏. Mai aapka bahut bada fan hu. You are my inspiration. Jai Hind Jai Bharat.
Pandya Shivam Nileshbhai
Pandya Shivam Nileshbhai 7 साल 5 महीने पहले
Sir , hamare desh ke kai yuva corruption ko hatane ke liye cashless transactions ko badhava dete hai or me bhi manta hu lekin sadharan log cashless transaction se darte hai kyon ki unhe lagta hai ki cashless yani online transaction cash transaction se kam secure hai yadi koi aisi highly secure app banai jaye ki jo 99.99% unhackable ho to log use zarur zyada badhava denge
Pandya Shivam Nileshbhai
Pandya Shivam Nileshbhai 7 साल 5 महीने पहले
Aadarniya Pradhanmantri ji , muje lagata hai ki kyo na hamare desh me ek 'NEER VYASAN' mission chalaya jaye jiske antargat tmbaku,daru ... aadi vyasan karta padartho ke utpadan par tax badha diya jae jisse government ke pas paise bhi aayenge aor mahenga hone ke karan use kharidenge bhi nahi.
N Gangaatharan
N Gangaatharan 7 साल 5 महीने पहले
You have made to pay more people join the group of paying Income tax. On the same lines one more Revenue Generation area is the House Paata Land and the Buildings on it. The family has shrunken already. For a family of husband, wife and two children, 2400 sqft house land is enough. House with 1500 Sq ft area is also sufficient. Beyond that those who are having property may be Taxed double the normal rate according to the area they belong to.
Jitender Kumar
Jitender Kumar 7 साल 5 महीने पहले
namaste jai hind mera bharat desh mahan fir bhi nagrik h pareshan aaj ka samy jo ki imandar admi khi bhi chalna mushkil ho gya h din m jabran parce/ mobile le kar bhag jate h police kuch nahi karti raato m badmasi kisi kamjor ko mar dena police kuch nahi karti sahro m gaow m nasha badhta ja raha h har bacha nashe ki lat lag gai h or yhi log nashe k lye chori karte h or badi gang bana ke badmashi karte h utter pradesh DELHI mp bihar in state ki police thik se kaam nahi karti h sarkari dip
usha Gupta
usha Gupta 7 साल 5 महीने पहले
आदरणीय प्रधानमंत्री जी १ सुझाव है कृपया आने वाले चुनाव से पहले जो लोग नौकरी के कारण अपने मतदान की जगह पर ना होते हुए भी मतदान कर सकें , इसका कोई अॉन लाइन ही सही पर उपाय निकालें । आपको वोट देने वालों में युवा वर्ग ज्यादा है जो इस वजह से वोट नही कर पाता ।