brajesh kumar_18
10 साल 10 महीने पहले
Adarniye pradhanmantri ji suprabhat, mai brajesh kumar from kamre ashram ranchi jharkhand.Apse bahut kuchh baatein share share karna chahta huin par khas kar 30 auguest ko 'man ki baat'mein yahi kahna chahta huin ki ek age tak berojgaari ki samashya to door ho rahi hai par mein vishesh rup se unn yuvayon ki yor dhyan akrist karana chahta huin jo age sima (40 yrs) par kar chuke hain par na hi sarkari service aur na hi punji ke abhav mein koi bussiness kar pate hain.ye bhi vikat samasya kya karien
पसंद
(0)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें
